Tuesday, November 27, 2012

Article ON SEEMA GUPTA'S POETRY BY Zulfiqar Ahsan PUBLISHED IN MAGAZINE BAZM E SAHARA in (DECEMBER 2012 EDITION" DELHI)

MAZMOON ON SEEMA GUPTA'S POETRY BY Zulfiqar Ahsan  (Sargodha) PUBLISHED IN MAGAZINE  BAZM E SAHARA  in DECEMBER  2012 EDITION" DELHI Page No 62,63,64. 

Courtesy : Haqqanial Qasmi Ji (Editor  BAZM E SAHARA) 









Saturday, November 24, 2012

MAZMOON ON SEEMA GUPTA POETRY BY DR. RAHAT MAZAHIRI PUBLISHED IN MAGAZINE " RAHNUMAE TALEEM JADEED " DELHI

MAZMOON ON  SEEMA GUPTA LITERATURE WORK BY DR. RAHAT MAZAHIRI PUBLISHED MAGAZINE IN  RAHNUMAE TALEEM JADEED DELHI WHICH IS 108 YEAR OLD MAGAZINE 








Tuesday, November 20, 2012

"Aabshaar-e-ghazal"

Proud to be the part of "Aabshaar-e-ghazal" . Harafzaar Literary Society Aligadh Kay Zer-e-Ehtimam Facebook Kay Shora Ka Aalmi Manzarnama"Aabshaar-e-Ghazal" Main Shora-e-Kiraam Wa Shaeraat Ki Fehrist.


Saturday, November 17, 2012

GHAZAL PUBLISHED IN " SAADAR INDIA" "GEET GHAZAL" EDITION NOVEMBER 2012, along with great legenads of literature

GHAZAL PUBLISHED IN " SAADAR INDIA" "GEET GHAZAL" EDITION NOVEMBER 2012, along with great legenads of literature

Proud to see my Ghazal in above magazine along with great legenads of literature Mirza ghalib, Sahir ludhianvi , Shakeel badayuni, Kaifi azmi  , Jagjit singh , Gulzaar, Ghulam ali  , Javed akhtar  ,Meer taqi meer , faiz ahmed faiz etc 




Wo kuchh na kuchh to chhupa raha hai
haNsi jo lab per .............saja raha hai

Wo mere aankhoN ki pyaas..... bankar
mujhi se nazreN chura .........raha hai

usey maiN apna ..........kahuN to kaise
j
o dil pe nashtar chala ..........raha hai

mere khayaaloN ki .......chaandni meiN
wo chaand bankar .......sama raha hai

meri wafa pe ..........yaqeeN nahiN hai
jo mujh se daman chora raha hai

Jo meri zulfoN ki ......chhaon mein tha
ghataayeN bankar wo ...chha raha hai

jetna karti hoon........... door us ko
wo pass utna hi.......... aa raha hai

ye chand suraj zameen .......tary
koi to in ko chala ..........raha hai

roth janen gi sari .........khushiyan
udas kar ke wo .........ja raha hai

pannah meiN le le .......usko "Seema"
 bichhad ke tujhse jo .......ja raha ha

Thursday, November 8, 2012

"Ghazal PUBLISHED IN ONE OF FAMOUS LITERARY MAGAZINE "SRIJAK " NOV-Jan 2013 EDITION


1)  Roshni se bhala jugnu ye nikalta kiyoN hai
aks iska meri aankhon meiN bikharta kiyoN hai

guftugu mein jo tera zikr kabhi aa jaaye
dard toofaaN ki tarah dil meiN machalta kiyoN hai

raat bhar chand ne choomi hai teri peshaani
us ko afsos hai sooraj ye nikalta kiyoN hai

kis liye phaila hai hasrat ka dhwaaN charoN taraf
Dil se ek aah ka shola ye nikalta kiyoN hai

sochti rehti hooN fursat mei yehi maiN "Seema"
kaam jo hona hai aakhir wohi tal-taa kiyoN hai
-----------------------------------------------------------

2) na hawa ki ho koie sazishen na abar ki khali garaj ho
nayay rang hon nayay phol hon meri ak alag he bahaar ho

nayay harf hon nayay lafaz hon nayie dastaan ak rakam ho
nayay loug hon naya karawaan naya zindagi ka singhaar ho

na siyasaton k yeh zulam hon na rafakaton main khout ho
na burayiyun ka he janam ho na tou nekiyun ka shumaar ho

na gilon ki koie ho waja na dilon pe koie chout ho
chaten abar puranay sar say ab nayay panyun ki dahaar ho

nayay hijar hon,hon nayay visaal,rahay muhabaton main yeh misaal
naya douryun main ho maza naya kurbaton main wikaar ho

rahay dour ab pijmurdagi khilay zindagi ka gulsataan
yahe aarizo Seema ki hai. bhari zindagi main nikhaar ho
-----------------------------------------------------------------------

Tuesday, November 6, 2012

SEEMA GUPTA KI EK GHAZAL KA ADBI JAIZA BY DR. RAHAT MAZAHIRI Published in "HAMARA SAMAJ"04 Nov 2012

SEEMA GUPTA KI EK GHAZAL KA ADBI JAIZA BY DR. RAHAT MAZAHIRI  Published in "HAMARA SAMAJ"04 Nov 2012
Read online on given Link